Posted in Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’

Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’ : 22

٢٢.          عَنِ ابْنِ عُمَرَ رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُما: أَنَّ رَسُولَ ﷲ صَلَّى ﷲ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ قَالَ: اللَّهُمَّ بَارِکْ لَنَا فِي شَامِنَا وَ يَمَنِنَا مَرَّتَيْنِ فَقَالَ رَجُلٌ: وَ فِي مَشْرِقِنَا يَا رَسُولَ ﷲ؟ فَقَالَ رَسُولُ ﷲ صَلَّى ﷲ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ: مِنْ هُنَالِکَ يَطْلُعُ قَرْنُ الشَّيْطَانِ وَلَهَا تِسْعَةُ أَعْشَارِ الشَّرِّ. رَوَاهُ أَحْمَدُ وَالطَّبَرَانِيُّ.

22.          “Hazrat Ibne ‘Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Bayan Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya: Ae Allah! Hamaare Liye Hamaare Shaam Me Aur Hamaare Yaman Me Barkat ‘Ata Farma Aur Aisa Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Do² Martaba Farmaya, To Ek Aadami Ne ‘Arz Kiya: Ya RasoolAllah! Aur Hamaare Mashriq Me (Bhi Barkat Ho) To Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya: Waha’n Se To Shaitaan Ka Seeng Niklega Aur Waha’n Das¹⁰ Me Se Nau⁹ Hisso’n (Ke Baraabar) Shar Hoga.”

[Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/90, Raqm-5642,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 02/249, Raqm-1889,

Rooyani Fi Al-Musnad, 02/421, Raqm-1433,

Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id, 10/57,

Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’, Safha-36, 37, Raqm-22.]