﷽
عَنْ أَبِي سَعِيدٍ رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُ: أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى ﷲ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ ذَكَرَ قَوْمًا يَكُونُونَ فِي أُمَّتِهِ يَخْرُجُونَ فِي فُرْقَةٍ مِنَ النَّاسِ سِيمَاهُمُ التَّحَالُقُ، قَالَ: هُمْ شَرُّ الْخَلْقِ (أَوْ مِنْ أَشَرِّ الْخَلْقِ).
﴾Hazrat Aboo Sa’iyd RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Ek Qaum Ka Zikr Kiya Jo Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Kee Ummat Me Paida Hogi, Us Ka Zahoor Us Waqt Hoga Jab Logo’n Me Firqa-Bandi Ho Jaa’egi, Un Kee Alaamat Sar Mundaana Hogi Aur Woh Makhlooq Me Sab Se Bad-Tar (Ya Bad-Tareen) Honge.﴿
(Muslim, Al-Sahih, Kitab: Al-Zakat, Bab: Dhaikri Al-Khawariji Wa-Sifatihum, 02/745, Raqm-1065.)