- “Hazrat ‘Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya :
Mahe Ramadaan Me Allah Ta’ala Ka Zikr Kar Ne Waala Bakhsh Diya Jaata Hai Aur Is Maah Me Allah Ta’ala Se Maangne Waale Ko Naa Muraad Nahin Kiya Jaata.”
رواه الطبراني و البيهقي.
–
[Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 06/195, Raqam-6170,
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 07/226, Raqam-7341,
Bayhaqui Fi Shu’ab-ul-Iman, 03/311, Raqam-3627,
Daylami Fi Musnad-ul-Firdaws, 02/242, Raqam-3141,
Mundhiri Fi At-Targhib Wa At-Tarhib Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 02/64, Raqam-1501,
Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id, 02/64,
At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih, Safha-16, Raqam-11.]